Sajda-e-Sahwa Ke Masail in Urdu:Sajda-e-Sahw Ke Masail Urdu book is authored by Maulana Habeeb Ur Re...
Sajda-e-Sahwa Ke Masail in Urdu:Sajda-e-Sahw Ke Masail Urdu book is authored by Maulana Habeeb Ur Rehman Khairabadi. Namaz is the most important pillar of Islam and that offering the prayer five times a day is the sacred duty of every sane and mature Muslim. But unfortunately, due to widespread ignorance and careless attitude towards religion, many people are not fully acquainted with the various injunctions pertaining to this great act of worship, and on account of this unawareness many people remain deprived of the reward for their prayers. Many times the Salah is rendered invalid and we not even know.the book Sajda-e-Sahwa Ke Masail is about Regulations concerning Sajda e Sahw. Read the book Sajda e Sahwa Ke Masail read it out to others as well and explain then the injunctions.Free Download Islamic book in Urdu. Sajdah Sahw ke Masail aur sajda sahw ka Tarika, problem, and Issues written by Mufti Habib Ur Rehman Khair Abadi. Some time when we forget in Salat then should be sajdah sahw, this book helps you for sajdah saw in Salaat or salah prayer. The is best Urdu Namaz issues Urdu app for free download.Is main kohi shak nahi Namaz Islam ka Sab se barha rukan hay har aaqil baligh Musalman par rozana panch waqat namaz farz hay. Ye namaz ki betreen Kitab hay. is Namz ke masail per tafseeli bahs keya gaya hay. You may be Esal e Savab Aur Os Ke Ahkam O Masail and Ahkam e Tijarat Aur Lain Dain K Masail. Question: Salaam. Sajda-e-Sahoo ka kiya tareeqa hai or keb kiya jata hai.Answer: Sajda-e-Sahw ka tareeqa ye hay k Namaz k Salam k baad foran Sajda-e-Sahw ki Niyyat Karay aur Aihtiyat ki bina par kisi aisi cheez par Paishaani rakh day jis par Sajda karna Sahih ho.aur Aihtiyat-e-Mustahib hay k Sajda-e-Sahw main Zikr Parhay aur Behtar hay k ye kahay "Bismillahi wa billah Assalaam o Alaika Aiuhannabiiu warahmatullahi wabarakaatuh" is k baad usay chahiye k baith jae aur dobara sajday main jaey aur pehlay wala Zikr parhay aur baith jaey phir Tashaahhud parhnay k baad kahay " Assalaamo Alaikum " aur behtar ye hay k warahmatullahiwabarakaatuhu ka Izaafa karay. Wo Maqamaat jahaan Sajdae Sahw wajib hota hay : Do(2) Soortain hain. 1:Tashahhud bhool jana. 2: Chaar(4) rakaati Namaz main doosray sajday k doraan Shak karnak Char(4) rakatain parhi hain ya Paanch(5). In Teen(3) Soortoon main Do Sajda e Sahw karna Aihtiyat ki bina par Zaroori hay. 1:Namaz k baad Ijmaali tor par Ilm ho jaey k koi cheez kam yaziada ho gae hay jab k Namaz sahi honay ka Hukum ho. 2:Namaz ki Halat main bhoolay say baat karna. 3:Jahan Salaam na parhna zaroori ho e.g Pehli Rakat wahan bhoolay say salam parh lena.Ref: Tauzeehul Masail (A.Sistani) Masala 1237,1223. Question: my question is when a namazi prays alone and he/sha admitts sajda sahwa how he will perform sajda sahwa kindly answer in detail jaza k allahAnswer: 1) Sajda-e-Sahw ka tareeqa ye hay k Namaz k Salam k baad foran Sajda-e-Sahw ki Niyyat Karain aur ehtiyaat ki bina par kisi aisi cheez par paishaani rakhain jis par Sajda karna Sahih ho.aur ehtiyaat-e-Mustahab hay k Sajda-e-Sahw main Zikr Parhain aur Behtar hay k ye kahain "Bismillahi wa billaah, Assalaam o Alaika Ayuhannabee’u warahmatullahi wabarakaatuh" is k baad usay chahiye k baith jae aur dobara sajday main jaay aur pehlay wala Zikr parhain aur baith jaain phir Tashahud parhnay k baad kharhay " Assalaamo Alaikum " aur behtar ye hay k warahmatullahi wabarakaatuh ka Izaafa karain.2) Wo Maqamaat jahaan Sajda e Sahw wajib hota hay :1:Tashahud bhool jana. 2: 4 rakaati Namaz main doosray sajday k doraan Shak karna k 4 rakatain parhi hain ya 5. In: 3: Ehtiyaat e wajib ki bina per namaz k baad Ijmaali tur per Ilm ho jaay k koe cheez kam ya ziada ho gae hay jab k Namaz sahi honay ka Hukum ho. 4: Ehtiyaat e wajib ki bina per Namaz ki Halat main bhoolay say baat karna.5: Ehtiyaat e wajib ki bina per Jahan Salaam na parhna zaroori ho maslan pehli rakat, wahan bhoolay say salam parh lena. Ref: Tauzeehul Masail (A.Sistani) Masala 1237,1223.)